Aksar Kahoonga Main

Next →

Table of content

Poetry details

Title: AKSAR KAHOONGA MAIN

Created date: 23-Aug-2020 Sun

Total lines: 4

Written by: Shakeel Anwar

Transliteration

Samajhna jo bhi hai samjho, yahi aksar kahoonga main, x2

Tumhara tha, tumhara hoon, tumhara hi rahoon ga main.

Samay ki tez raftaari mein girna aur phisalna hai, x2

Tumhara saath jab tak hai, uthoon ga phir chaloon ga main.

Closing line:

Tumhara tha, tumhara hoon, tumhara hi rahoon ga main.

Detailed work

LINE 1:

Samajhna jo bhi hai samjho, yahi aksar kahoonga main,

Think what you have to, I shall be repeating on,

LINE 2:

Tumhara tha, tumhara hoon, tumhara hi rahoon ga main.

I shall keep being yours.

LINE 3:

Samay ki tez raftaari mein girna aur phisalna hai,

There shall be inconsistencies in these rushing times,

LINE 4:

Tumhara saath jab tak hai, uthoon ga phir chaloon ga main.

As long as you are there, I shall be striving on.

Credits

Poet: Shakeel Anwar

Translation, Transliteration: Dawood Shakeel

Next →