Na Darr

Table of content

Poetry details

Title: NA DARR

Created date: 03-Jun-2016 Fri

Total lines: 4

Written by: Shakeel Anwar

Transliteration

Jis kaam se ragbat ho, uss kaam se na darr, x2

Aagaaz ho accha, to phir anjaam se na darr.

Hasrat hai agar paane ki duniya mein bulandi, x2

Har zeher piye ja tu, kisi saam se na darr.

Closing line:

Aagaaz ho accha, to phir anjaam se na darr.

Detailed work

LINE 1:

Jis kaam se ragbat ho, uss kaam se na darr,

Don’t hesitate to endeavour in the work you wish to do.

Ragbat = interest, wish, inclination, curiosity

LINE 2:

Aagaaz ho accha, to phir anjaam se na darr.

If the beginning is good, don’t be afraid of the end.

LINE 3:

Hasrat hai agar paane ki duniya mein bulandi,

If the wish is to achieve something great in the world,

LINE 4:

Har zeher piye ja tu, kisi saam se na darr.

Overcome all odds, don't be afraid of hurdles.

Saam = poison

Credits

Poet: Shakeel Anwar

Translation, Transliteration: Dawood Shakeel