Maan Lo

Table of content

Poetry details

Title: MAAN LO

Created date: 25-Jul-2016 Mon

Total lines: 4

Written by: Shakeel Anwar

Transliteration

Hai haqeeqat, gar haqeeqat, to haqeeqat maan lo, x2

Gar na maana, to kiya hai zulm tumne jaan lo.

Chot gehri hai to aansu ka nikalna laazmi, x2

Dekh kar us shakhs ko hargiz na tum muskaan lo.

Closing line:

Gar na maana, to kiya hai zulm tumne jaan lo.

Detailed work

LINE 1:

Hai haqeeqat, gar haqeeqat, to haqeeqat maan lo,

If it is an obvious truth, then accept that truth,

LINE 2:

Gar na maana, to kiya hai zulm tumne jaan lo.

If not accepted, then you are unjust.

LINE 3:

Chot gehri hai to aansu ka nikalna laazmi,

If the wound is deep, then it is obvious to cry,

LINE 4:

Dekh kar us shakhs ko hargiz na tum muskaan lo.

Do not smirk at such a crying person.

Credits

Poet: Shakeel Anwar

Translation, Transliteration: Dawood Shakeel